Search Bar

Breaking

Friday, 12 October 2018

What is Manipulation Editing and how to do it.

Hello friends,
Mera Naam Mahendar kori hai. Aap logo ka is naye me ek baat fir se swagat hai. Aaj is post me aap logp ko Manipulation Editing kya hoti hai aur aisi editing kaise karte hai yah step me bata dumuya hai. Is editing ke baare aap logo ko word to word bataunga. Isme konse Background aur png use hote hai uska download link bhi main aap ko de dunga.

new-concept-of-manipulation-editing

 1. ERASE BACKGROUND
Is editing ko karne ke liye sabse pehle aap ko apne ke main object us person ka background achhe se erase kar lena hai. Background erase karte waqt aap ko object ke edges ko bhi dhyan se erase karna hai. Agar aap ko background achhe se erase karna nhi aata hai toh uska video ka link me niche de raha hu waha se aap dekh kar sikh sakte ho.

CLICK HERE : HOW TO ERASE BACKGROUND

2. CHOOSE PERFECT BACKGROUND
Manipulating editing karne ke liye aap ko object ka background change karna hoga. Object ke pose ke hisab se aap ko koi bhi achha sa background select kar lena hai. Agar  aapko ko konsa background select karna hai yah nhi samajh aata hai toh aap photo layer me jakar apne background ke collection me se apne best backgrounds kl select kar ke layer me se pasand kar lena hai.

   premium-backgrounds-zip-50-files.
   top-100-best-premium-cb-background
3. USE PNG
Background change karne ke baad aap logo us photo me png use karna hai. eg : Lense png, fire png, light png aur bhi bahot saare hai jo ki aap logo ko use karna hai. Ya phir aap photo ke object ke hisab se dusre object ka png bhi use kar sakte ho.

light-lense png-stock.
new-60-hd-stylish-tattoo-zip-file.
4. MAKE HAIR
photo ko stylish aur use aur bhi achha banane ke liye object ke hairs ko bhi achhe se set karna jaruri hai. Use set karne ke aap hair png ya use brush use karke bhi set kar sakte ho.

100 PREMIUM hair png

5. ADD EFFECTS
Photo me background aur png use karne ke baad usne kuch effects use karne chahiye. Eg : blur, hdr, color, etc.


6. MAKE SKIN SMOOTH
Photo me apne object ke skin ko snooth banaye aur face ke pimples ko erase kar ke use smooth skin banaye.

7. COLOR CORRECTION
Photo ko edit karne ke baad aap logo ko photo ke color par bhi dhyan dena hoga. Isme aap ko photo ko apne color correction wale app me open karns hoga aur use uske brightness vignate saturation jaise aur bhi effects ko use karke photo ko achha sa look dena hoga.

photoshop-color-correction-in-snapseed.

No comments:

Post a Comment

If you have any doubt, let me know