Hello friends,
Mera naam Mahendar kori hai. Aap ka hamare is naye post me aap logo ka fir se swagat hai. Aaj is post me aap logo ko retouching editing ke baare me bataunga is yeh kya hai aur ise kaise karte hai.
Yah editing bahot hi easy aur simple hai. Is editing ko karne ke hame koi bhi Background ya png use nhi karna hai. Is editing ko color correction editing bhi kehte hai. Is editing me hame photo ko shinning wala look dena hota hai. Is me hame brightness, exposure, luminance, vignate, saturation, etc aur bhi effects ka use karke hume photo ke colors ko sahi karna hota hai. Us Editing par maine videos bhi banaye hai. Us video ka link me niche de raha hu waha se aap dekh kar yah editing sikh sakte ho.
Yah editing karne ke liye android users ke liye 2 bahot hi achhe apps hai. Jinka naam Snapseed aur dusre ka adobe Lightroom cc hai. Yah app bahot hi achha hai android users le liye. Agar aap ko yah dono app download karna hai toh me iska link aap ko niche de dunga. Waha se download kar lena.
◆ Snapseed-editing-app-latest-vesion.
◆ ADOBE -LIGHTROOM CC moded-apk-full
Watch snapseed video : Click here
Watch Lightroom video : Click here

No comments:
Post a Comment
If you have any doubt, let me know