Hello guys,
Kaise ho aap sab i hope aap sab boht hi badhiya aur achhe honge. aaj me aap logo ke liye ek boht hi achha photo editing tutorial leke aaya jo ki apne india ka boht hi achha aur pyaara festival hai. Is festival ka naam indipendence day hai jo ki 15th August ko har saal aata hai. Yaah festival apne india ke azaadi ke khushi me manaya jaata hai.
Is indipendence day par hum isi ke Concept par yah photo edit kiya hai. Indipendence day ki editing kis tarah mobile me edit kar sakte hai is tutorial me usi ke baare me aaj is post me aap logo ko bataunga. Is photo ko edit kar ke iska video hamare youtube channel par upload hai agar aap ko woh video dekhna hai toh us video ka link me niche de dunga taki aap directly us video ko dekh sake.
Is tarah ki editing boht viral hai social media par, iske viral hone ka main reason hai ki yah indipendence day ka festival. Isko viral dekh maine bhi socha ki kyu na ek aisa hi same photo edit kiya jaye aur uska editing tutorial aap logo ko diya jaaye. Jis se aap log ko bhi is editing ke baare me malum pade. Aur aap bhi edit kar sakte. Is photo ke editing video ka link me niche de diya hu. Jo ki mere hi channel Mk Editz YouTube Channel par upload hai. Video ka Naam 15TH AUGUST INDIPENDENCE DAY SPECIAL PICSART EDITING TUTORIAL hai. Yeh Instagram Viral Edit Tutorial hai. Jis se aap sikh sake ki aise editing kaise hoti hai aur yah kaise edit hua hai.
Is editing ko karne ke Liye maine picsart aur adobe Lightroom cc application ka use kiya hai. Jo ki dono boht hi achhe aur famous mobile photo Editing application hai. Jo ki boht hi achhe features hai isme. Is app ke pro version se edit hua hai jo ki hame play store pr download karne k baad iske pro version ko purchase karna padega. jo ki boht costly hota hai. In dono apps ka pro mod version bhi mere hi post par hai. Us app ka download link me niche de dunga. Jisse app moded version ko free me download kar ke use kar sako bina kisi cost ke. Is editing ko karne ke liye manipulating style use hua hai. Background change hua hai. Jo ki boht Easily se Edit ho jaata hai.
MOBILE SYSTEM REQUIREMENTS FOR THE BOTH APP:-
× Android kitkat(4.4) or above
× 2 Gb Ram aur above
× 8 Gb rom or above free space on device
Is photo Editing me jo bhi background use hue hai woh bilkul free hai. Is background ko aap bina kisi copyright strike Ke download kar ke use kar sakte ho apne photo editing me bina kisi copyright claim ya strike ke.
HOW TO DOWNLOAD BACKGROUND STOCK
× Go down and click on download button
× Then select the browser from where you want to download
× Then Google drive file will be open on mobile
× Click on the backgrounds to download.
BACKGROUND AND PNG DOWNLOAD : Click here
WATCH FULL TUTORIAL VIDEO : Click to watch

No comments:
Post a Comment
If you have any doubt, let me know