Hello guys,
Kaise ho aap sab i hope aap sab badhiya honge. aaj me aap logo ko picsart aur photpshop ka comparison karke batane wala hu. Konsa achha aur best hai editing ke liye. Guys picsart ek mobile editing application hai. Yeh application sirf android mobiles ke liye hi bana hai. Aur yah photoshop pc ya laptop users ke liye hai. Picsart approx 40 Mb ka application hai. Aur photpshop approx 1 Gb ka software hai.

Picsart Mobile Editing application me boht hi achha application hai. Yeh application kam size me boht hi achhe tools aur features hai. Yeh application playstore par available hai. Yah free hai use karne ke liye. Agar aap ko picsart ke pro version lena hai toh fir aap logo ko purchase karna padega iska pro version. Photoshop me picsart se jyada aur boht hi jyada achhe features hai. But agar aap logo ko photoshop use karna hai toh fir aap ko ise purchase karna padega jo ki boht hi costly hai.
Agar ise aap ko use karna hai toh ise aap ko pirated version download kar ke use kar sakte ho.
Agar ise aap ko use karna hai toh ise aap ko pirated version download kar ke use kar sakte ho.
PICSART MOBILE SYSTEM REQUIREMENTS FOR THE APPLICATION
× Android kitkat(4.4) or above
× 2 Gb of Ram aur above
× 8 Gb Rom or above free space on device
× Android kitkat(4.4) or above
× 2 Gb of Ram aur above
× 8 Gb Rom or above free space on device
Photoshop me kisi bhi photo ke objects ka background boht hi achha aur easy ho jaata hai. Background erase karne ke liye isme automatic aur manual mode dono hai. Photoshop use kar best benefit yeh hai ki aap is software me photos ko kitna bhi edit kar lo, but isme photos ki quality thodi bhi kam nhi hogi but agar hum log same thing picsart me apply karenge toh photo ki quality kharab hone ke chances hai.
PICSART
ADOBE
LIGHTROOM
PHOTOSHOP
VIJAY MAHAR
EDITING BACKGROUND
EDITING PNG
ADOBE
LIGHTROOM
PHOTOSHOP
VIJAY MAHAR
EDITING BACKGROUND
EDITING PNG
Dono hi software me achhe hi features hai. Agar hum log iske size ke hisaab se compare kare toh. Agar kisi ke pass laptop ya pc nhi hai toh picsart application ko aap log use karo. Boht hi achha experience milega aap logo ko is application se bhi.
SYSTEM REQUIRED FOR PHOTOSHOP
× Intel core 2 or AMD Athlon 64 processor
× 2 Gb Ram Or above
× Window 7 or above more
× 4 GB of storage or more
× 1024 ×768 or above screen Display Ratio
× Intel core 2 or AMD Athlon 64 processor
× 2 Gb Ram Or above
× Window 7 or above more
× 4 GB of storage or more
× 1024 ×768 or above screen Display Ratio
DOWNLOAD PICSART APPLICATION : Click here
No comments:
Post a Comment
If you have any doubt, let me know